Hum jo sochte hai wahi ho jaate hai, wahi ban jaate hai. yeh baat sabhi intellectual person ne kahi h magar kabhi gaur kiya is par ki ku sab yahi kahte hai, ku is sentence ko har baar dohraya jata hai aur wo bhi har koi apne words me kahta hai.... Socho!! Socho!! Socho!! Kya kabhi socha hai ki hum jaise paida hue hai waise hi jeete jeete marne ki taraf badte rahte hai aur fir antim stage par yahi dhyan aayega ki kya kiya. Socho us stage par jakar, socho ki kya esi baat hogi jo yaad aayegi. Kya esi cheej thi jo tumne nhi ki, esa kya tha jo rah gaya. Ans sirf ek hai wo hai soch....!!!!! Socha nhi tha.... ku sahi hai naa.... Sochna rah gaya tha.... Kash ye soch liya hota, Kash sahi soch liya hota, Kash bada soch liya hota, Kash acha soch liya hota, Kash apne liye soch liya hota.....!!!!!!!!!!!!!!!!!!! Yahi hai naa sacchai kyu..... Ab kya soch rahe ho.....!!!!! Abhi der nhi hui socho ki kya karne aaye ho is jeevan me, bhagwan ne manusya banaya hai to iska fayda uthao,...